Movie Index:
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z 0-9

Nadi Ka Kinara Ho


Nadi Ka Kinara Ho Song Lyrics

Nadi ka kinara ho pani aawara ho
Nadi ka kinara ho pani aawara ho
Saath koi pyara ho to fir beda par hai
Nadi ka kinara ho pani aawara ho
Saath koi pyara ho to fir beda par hai
Nadi ka kinara ho

Ek mai hu dusre tum
Ek mai hu dusre tum
Tisri sham bhi hai
Nasha bhi hai najar bhi hai
Najar me jam bhi hai
Ek mai hu dusre tum
Tisri sham bhi hai
Nasha bhi hai najar bhi hai
Najar me jam bhi hai
Mausam kuwara pyar ne pukara ho
Saath koi pyara ho to fir beda par hai
Nadi ka kinara ho
[http://www.lyricsming.com]

Jawa dil hai jawa lahre
Jawa dil hai jawa lahre
Jawa sagar ka pani
Ye mumkin hai ye ban jaye
Mohabbat ki kahani
Jawa dil hai jawa lahre
Jawa sagar ka pani

Ye mumkin hai ye ban jaye
Mohabbat ki kahani
Dil ko sahara ho chulke ishara ho
Saath koi pyara ho to fir beda par hai
Nadi ka kinara ho pani aawara ho
Saath koi pyara ho to fir beda par hai
Nadi ka kinara ho.