Movie Index:
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z 0-9

Main Is Masoom Chehre Ko

Main Is Masoom Chehre Ko Song Lyrics

Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga
Are pagal wohi hoga
Jo manjure khuda hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga

Gulaabi hoth najuk se
Ye kala til haya katil
Ye mana julfe nagin hain
Magar hain pyaar ke katil
Agar bijali nigaho ki
Ghire dil par to kyaa hoga
Are pagal wohi hoga
Jo manjure khuda hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga
[http://www.lyricsming.com]

Bahro mein hararat hain
Nazron mein hain haseen taqat
Ye kyaa hone laga mujhko
Ye saanso mein kyun hain uljan
Shararat hain hawao mein
Pura aanchal to kyaa hoga
Are pagal wohi hoga
Jo manjure khuda hoga
Main is masoom chehre ko
Agar chhulo to kya hoga.