Movie Index:
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z 0-9

Teri Jawani Tapta Mahina

Teri Jawani Tapta Mahina Song Lyrics

Teri jawani tapta mahina
Aye nazaneena
Chhu le nazar to aaye paseena
Aye nazaneena
Teri jawani

Haay ye lahera ke chalna
Ithala ke chalna
Haay ye lahera ke chalna
Ithala ke chalna
Reh reh ke dhadake dharati ka
Sina aye nazaneena
Reh reh ke dhadake dharati ka
Sina aye nazaneena
Teri jawani tapta mahina
Aye nazaneena
Teri jawani

Tere badan mein phoolon ki
Narmi sholon ki garmi
Tere badan mein phoolon ki
Narmi sholon ki garmi
Har ang tera tarasha nagina
Aye nazaneena
Har ang tera tarasha nagina
Aye nazaneena
Teri jawani tapta mahina
Aye nazaneena
Teri jawani

Aankhon mein bijli zulfon mein
Baadal saanson mein halchal
Aankhon mein bijli zulfon mein
Baadal saanson mein halchal
Tujhsi nahi koi kaatil haseena
Aye nazaneena
Tujhsi nahi koi kaatil haseena
Aye nazaneena
Teri jawani tapta mahina
Aye nazaneena
Teri jawani
[http://www.lyricsming.com]

Jine ka koi saman kar de
Ehsaan kar de
Jine ka koi saman kar de
Ehsaan kar de
Tere bagair ab mushkil hai jeena
Aye nazaneena
Tere bagair ab mushkil hai jeena
Aye nazaneena
Teri jawani tapta mahina
Aye nazaneena
Tujhsi nahi koi kaatil haseena
Aye nazaneena
Teri jawani.